| |
| ![]() |
| Urdu Poetry Share Poetry here,Just for the poetry loving students... |
![]() |
| | Thread Tools | Search this Thread | Rate Thread | Display Modes |
|
#1
|
| Ratoon ko uth kar, khiyallon say ho kar, yadoon main khoo kar, tumhain kiya khabar hai apnay KHUDA say ... main kiya mangta hoon...! veeranon main ja kar, dukhray suna kar, daman phaila kar.aansoo baha kar, tumhain kiya khabar apnay Khuda say main kiya mangta hon tum to kaho gay, sanam mangta hoon, Janam mangta hoon, zar mangta hoon, main ghar mangta hoon, zameen mangta hoon, nageen mangta hoon...! tum to kaho gay, hum ko khabar hai, kay ratoon ko uth kar, khiyaloon say ho kar, yadoon main khoo kar, aankhain bhigo kar, kisi dilruba ki, kisi dil nasheen ki, Wafa mangta hoon.. yeh bhi ghalat hai, Woh bhi ghalat hai, jo bhi hai soocha so bhi ghalat hai na sanam mangta hoon, na zar mangta hoon na dilruba ki, na dilnasheen ki, na mahjabeen ki wafa mangta hoon tumhain kiya khabar hai... apnay Khuda say main kiya mangta hoon main apnay Khuda say Adam kay betay ki aanko say jati...haya mangta hoon Hawa ki beti kay sar say utarti...rida mangta hoon....... |
| The Following 4 Users Say Thank You to BSIT07-01 For This Useful Post: | ||
|
#2
|
| awesome! simple lines per baat bohot serious... maloom nahi kab tumhari dua qabool hogi... |
|
#4
| ||||
| ||||
| Na -ummedi ki bat Q kertay ho Mr. Emsplanet . Allah will bless u dear. Inshahallah
__________________ Qurrat-ul-ain ![]() |
|
#5
|
| Raton ko Uth kar Khyalon sey Ho kar yadon mein koh kar tumhe kya khabar he......... Apne Khuda se, mein kya mangta hon .. Werano mein ja kar Dukhrey suna kay daman phela kay ansoo bha kay tumhe kia khabar he apne Khuda sey mein kya mangta hon Tum tu kaho gay sanam mangta hon ganam mangta hon zar mangta hon mein ghar mangta hon tum tu kaho gay hum ko khabar hai kay raton ko uth kar yadon mein khoh kar ankhen bhigo kar kesi dilruba ki kesi dilnashen ki wafa mangta hon yeah bhi galat hai woh bhi galat hai jo bhi hai socha woh bhi galat hai na sanam mangta hon na zaar mangta hon na dilruba mangta hon na dilnashen ki wafa mangta hon tumhe kya khabar hein Mein apnay kHuda sey Adam ki beti ki ankhon sey jati hayya mangta hon Mein hawwa ki beti ki saar se utarti Rida mangta hon Mein iss kare waqat mein apne Khuda sey Pak watan ki Baqa Mangta HON |
![]() |
| Tags |
| hon, hoon, kiya, kya, main, mangta |
| Currently Active Users Viewing This Thread: 1 (0 members and 1 guests) | |
| Thread Tools | Search this Thread |
| Display Modes | Rate This Thread |
| |
Similar Threads | ||||
| Thread | Thread Starter | Forum | Replies | Last Post |
| Main k ek ajnabi hoon terey liye Teri mati se gar mehak rahi hoon | .BZU. | Urdu Poetry | 0 | 18-09-2011 02:08 PM |
| Main Kaun Hoon Kya Hoon Jaana Mujhe Hain Kahan (Yeh zindagi ka safar) mp3,lyrics,listen download | .BZU. | Indian Movie's Audio Songs | 1 | 20-05-2010 04:39 PM |
| Tumhe kya khabar hay Main apnay KHUDA say kiya mangta hoon | irfishahpk | Urdu Poetry | 0 | 17-08-2009 11:58 PM |
| Tujh say naraz nahi zindagi heran hoon main taray masoom sawalon say pareshan hon main | irfishahpk | Indian Video Songs (Hindi) | 0 | 10-08-2009 11:59 PM |
| Ghazal:Wafa ki khair manata hon, bewafai main bhi. meein uski qaid main hoon kaid se rehai main bhi (Iftekhar Arif) | .BZU. | Designed Poetry | 0 | 15-03-2009 04:28 AM |